Sad Poetry In Urdu

Author: Muhammad Masood

Hello Dear Visitors Here We Post Some Sad Poetry In Urdu. Read Unlimited Sad Poetry In Urdu. This is The Best Collection Of Sad Poetry In Urdu Language.

For More Sad Poetry in Urdu Pics.https://www.sadpoetryinurdu.xyz/2022/05/sad-poetry-in-urdu-pics.html

Main Qissa-e-Mukhtasir Na ThaWaarq Ko Jaldi Palt Gaye Tum

Parhta Rehta Hu Apka ChehraAchi Lagti Hai Yeh Kitaab Mujhe

Tum Apni Intha Toh BtateKhud Ko Aur Gira Deta Main

Hum Badle Nahi Hain " Murshad "Bas Dunya Ko Smjh Gaye Hain

Mujh Ko Chahte Tum Agr Toh Pate Mujh KoMujh Ko Har Roz Parkh Kar Ganwaya Tum Ne

Jis Door Se Hum Guzre HainTum Guzrte Toh Shaid Guzr He JateRaste Mai Mil Gaya To Sharik-e-Safar Na JaanJo Chaon Meharban Ho Use Apna Ghar Na Jaan

Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne Di HogiWo Aaye Aa Ke Chale Bhi Gaye Mile Bhi Nahi

Jis Tarah Khawab Mere Ho Gaye Reza RezaUs Tarah Se Na Kabhi Tut Ke Bikhare Koi

Ham to majood the raaton mein ujalon ki tarahLog nikale hi nahin dhundhne walon ki tarah

Farz kro main mar jaunAao ge meri qabar par

Ham to aansu hain hamain khak mein mil jana haiMaiyaton k liye doli nahi aaya karti

Bahut andar tak tabahi macha deta haiWo ashiq jo aankhon se bah nahin pata

Itni khamosh mohabbat kyon karte ho humseLog kahate hain is badnaseeb ka koi nahin

Waqt dar e ma pazer tha hi nahinDil lagaya tha dil laga hi nahin

Dekhye, Yun Na Dekhye Hum KoDekhye, Phr Behk Rahe Hain Ap

Main Tehr Gaya, Wo Guzar GayaWo Kiya Guzra, Sab Tehr Gaya

For Reading More Urdu Poetry Visit My site.https://www.sadpoetryinurdu.xyz/

Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi hoAansu ki jagah aankh se hasrat nikal aaye

Duniya ne teri yaad se begana kar diyaTujh se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke

Tumhari yaad ke jab zakham bharne lagte hainKisi bahane tumhen yaad karne lagte hain

Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho MainTu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh

Jo zuban se ada nahin hoteUnhen lafzon se ashk bante hain

Kuchh dost the jo bhul gaye mujheWahm ab bhi hai ki wo dost the

Zewal aata hai har Shay pe magarGham ko musalsal aruuj hasil hai

Maine tere liye lehaz mein tukra diya jinenWo ba adab the aur nihayat hasin bhi

Main purisrar hun ek yaqoot ki manindBhala ye kisi aam ko raas kahan aata hai

Log kahte the ayar hai kuchh hosh karoMain uljhta tha mera yaar hai kuchh hosh karo

Tujhe meri khamoshi se bhi andaaza nahin hotaKi main ab sirf baaton se taro taaza nahin hota

Ye alag baat hai ki wo nibha naa sakaMagar jo kar gaya wo wade kamal ke the

Kisi aur ka ho Kar kahta hai haiTumhari jagah koi nahin le sakta

Maut to naam se badnaam hui warnaTakleef to zindagi bhi diya karti hai

Tamasha ye bhi haiKi tamashai apne hain

Agr wo bichhad kar ji sakte hainTo marenge ham bhi nahin

Aap dukha rahe hain dil magarKhyal kijiye ga khuda tak baat na pahunche

Agar tu khush hai mujhse duur rahkarTo khuda kare Tu mujhse kabhi na mile